Khuda Ki Inayat Hai Lyrics
Khuda Ki Inayat Hai Lyrics from Sun Sonio…sun Dildar album. Its lyrics for Hindi songs. You can find this song lyrics in English. This song is sung by Tarun Panchal, Renuka Panwar, this song gave music by T.R and Pradeep Sonu written this song.
Khuda Ki Inayat Hai Lyrics |
Song – Sun Sonio (khuda ki inayat hai)
Singer – Tarun Panchal, Renuka Panwar
Music – T.R
Lyrics – Pradeep Sonu
Label – Parth Music
Q. Khuda Ki Inayat Hai Singer Name
A. Male – Tarun Panchal,Female – Renuka Panwar
Khuda Ki Inayat Hai Lyrics In English
Sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
lagta hai darr tu chhod na jaye
jaye toh jaan sang le jaye
dil ki hai dhadkan aankhon ka didaar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
khuda ki inayat hai hume jo milaya hai
diya pyar wala ye dil mein jalaya hai
aa..
hai tu sanson mein aankhon mein mera yaar
khud se zyada tujhse karti hoon pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
apna jahan sab se juda hum banayenge
pyari si khushiyan chunke duniya se layenge
itana to kar mujhpe eytbaar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
teri parchhai se door kaise jaungi
tujhme basi hoon main tujhme kho jaungi
meri palkon mein hai tera izahaar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
hmm.. hmm..