Gulabi Aankhen Lyrics In English – The Train

1602

Gulabi Aankhen Lyrics In English Is A Romantic Song From The Train Movie. You Can Get Gulabi Aankhen Lyrics In English Version. This Song Is Sang By Mohammad Rafi, Music By RD Burman And Anand Bakshi Written This Song.

Gulabi Aankhen Song Lyrics PDF Please Join Our Telegram Channel

👉👉https://t.me/voicelyrics
👉@Voicelyrics

Singer : Mohammad Rafi
Movie : The Train
Lyrics : Anand Bakshi
Composer : RD Burman

Gulabi Aankhen Lyrics in Hindi

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushqil ho gayaaa

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gayaaa

Dil mein mere khwaab tere
Tasveer jaise ho deewar pee
Tujhpe fidaa main kyun hua
Aata hai gussa mujhe pyar pee

Main lut gayaaaaa
Maan ke dil ka kahaa
Main kahin ka na raha
Kya kahu main dilruba

Bura ye jaadu
Teri aankhon ka
Ye mera qaatil ho gayaaaa

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gayaaa

Maine sada chaha yahi
Daaman bacha lu haseeno se main
Teri kasam khwabon mein bhi
Bachta firaa naazneeno se main

Tauba magar
Mill gayi tujhse nazar
Mill gaya dard-e-jigar
Sun zara oh bekhabar

Zara sa hans ke jo dekha tune
Main tera bismil ho gayaaa

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushqil ho gayaaaa