Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics – Khuda Haafiz 2

2897

Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics Is A Love Song From Khuda Haafiz 2 Movie. You Can Get Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics In English Font. This Song Is Sang By Mithoon,Asees Kaur,Jubin Nautiyal,Keshav Anand, Music By Mithoon And Mithoon Written This Song.

Chaiyan Mein Saiyan Ki Song Lyrics PDF Please Join Our Telegram Channel

👉👉https://t.me/voicelyrics
👉@Voicelyrics

Song: Chaiyaan Mein Saiyaan Ki
Singer: Mithoon,Asees Kaur,Jubin Nautiyal,Keshav Anand
Lyrics: Mithoon
Music: Mithoon
Cast: Vidyut Jammwal,Shivaleeka Oberoi
Label: Zee Music Company

Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics In English

Pee mohe dhun toone aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana

Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko

Akhiyan ve akhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Sajni yoon hi tu rehna ji
Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki