Bahut Pyar Karte Hain Lyrics Is A Love Song From Saajan Movie. You Can Get Bahut Pyar Karte Hain Lyrics In English Font. This Song Is Sang By Anuradha Paudwal, S. P. Balasubramaniam Music By Nadeem, Shravan And Sameer Written This Song.
Bahut Pyar Karte Hain Song Lyrics PDF Please Join Our Telegram Channel
👉👉https://t.me/voicelyrics
👉@Voicelyrics
Song : Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam
Album: Saajan (1991)
Singer : Anuradha Paudwal, S. P. Balasubramaniam
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Bahut Pyar Karte Hain Lyrics In English
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge humm
Bahut pyaar karte hain tumko sanamm
Bahut pyaar karte hain tumko sanamm
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kamm
Bahut pyaar karte hain tumko sanamm
Bahut pyaar karte hain tumko sanamm
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasammm
Bahut pyaar karte hain tumko sanamm
Bahut pyaar karte hain tumko sanamm